Saturday, 11 April 2009

..karte hain

aaj ashkhon ko aanko main liye tumhein yaad karte hain,
wo mohabbat bhari batein,wo intezaar yaad karte hain,
wo ruthna manana aur phir aankhon hee aankhon mein ek ho jana,
us ehsass ko, paal paal ke pyarr ko yaad karte hain,
chah kar bhi na bhul payenge wo pyarr, aaj kho kar tumhein phirr panne ka intezzar karte hain...

1 comment:

  1. dil ki baato ko shabdo main pirona koi aap se sikhe...gajab

    ReplyDelete