Raat ki khamoshi mein chand ko niharte hain
usse aapna dilbar samajhkar usse ishq ladhate hain
aankhon hi aankhon mein batein hotti hain, baton hi baton mein raat gujarti hain
is intezaar mein phir milan hoga,sapno ki duniya main chale jate hain
us duniya mein chand ko aapne aur kareeb pate hain
ek raat aaise aayi chand aapne saath na layi
mann vichlet hua,dil sae ye aawaj aayi
kahan ho tum aajoo aankhen taras gayi
palkon sae aasoon jalak rahey hain, jaysae dil ki dhadkan chale gayi
tanhayi ke is aalam main na jane kab aankhen band ho gayi
jab aankh khuli har taraf chandni thee aur hamare aas pass tarron ki mehfill saji thee
kuch samajh patte tabhi aapne karib chand ko dekha..
ohh...aab samjhe chand ko bhi apne judai bardaasht nahin
ek raat milan na hua humein dhartee sae ambar takk lee aaye.....
Thursday, 16 April 2009
Monday, 13 April 2009
Teri Yaad Aaye..
aaj phirr terre yaad aaye
phir kalam humne uthayi
ashkhon ki dhara ki shayyi banayi
aur dill ki aawaj shabd bankar panno par aaye
mere mann ki gheraiyoon mein tum hee samayee ho
phoolon ki khusbu see mehak lekar is zeevan mein aaye ho
aaj phir wo din yaad karte hain
tumhara is jevan mein aana, aur ek pal mein mere dhadkan ban jana
chand ki chandni main taron ki baraat lekar aana
phoolon ke ras se mere hathon mein mehndi lagana
aur apne pyar ki chadar udakar, apni bahon main lekar apne agan tak le jana....
is intezaar main tum aaoge phir jeene ki chah rakhte hain

Saturday, 11 April 2009
..karte hain
aaj ashkhon ko aanko main liye tumhein yaad karte hain,
wo mohabbat bhari batein,wo intezaar yaad karte hain,
wo ruthna manana aur phir aankhon hee aankhon mein ek ho jana,
us ehsass ko, paal paal ke pyarr ko yaad karte hain,
chah kar bhi na bhul payenge wo pyarr, aaj kho kar tumhein phirr panne ka intezzar karte hain...

Chahat Kya Hai..
chahat kya hai...
chahat dard hai, jeene ka ehsaas hai..
saaso ka dhadakna, dillo ka milna, kisee ko aankon main basakarr dill main uttarlena aur aapne dhadkan banna lenna..
raat ki chandni main chaand ko niharna aur phirr usmee aapne dilbarr ko panna...
tarro ki raat sae aapni dolle sajana aur neel gagan ke uss parr sajan ka haath thame badloo main khoo janna...

Subscribe to:
Posts (Atom)